Ye chaand saa roshan cheharaa,
julfon kaa rang sunaharaa
Ye zeel see neelee aankhe,
koee raaj hain in mein gaharaa
Taareef karu kyaa us kee,
jis ne tumhe banaayaa
Taareef karu kyaa us kee,
jis ne tumhe banaayaa
2
Sar jo tera chakraaye,
ya dil dooba jaaye
Aaja pyaare paas hamaare,
kaahe ghabraaye.. kaahe ghabraaye
Sar jo tera chakraaye,
ya dil dooba jaaye
Aaja pyaare paas hamaare,
kaahe ghabraaye.. kaahe ghabraaye
3.
Hai apna dil to awara
Naa jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
Naa jaane kis pe aayega
4.
Ae Dil Hai Mushkil Jeena Yahan,
Zara Hat Ke,
Zara Bach Ke
Yeh Hai Bombay Meri Jaan
Ae Dil Hai Mushkil Jeena Yahan,
Zara Hat Ke, Zara Bach Ke
Yeh Hai Bombay Meri Jaan
5
Haal kaisa hai janaab kaa
Kya khayaal hai aap kaa
Tum to machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye haa haa haa
6
Achaa ji main haari,
chalo maan jaao naa
Dekhi sabaki yaari,
meraa dil jalaao naa
Achaa ji main haari,
chalo maan jaao naa
Dekhi sabaki yaari,
meraa dil jalaao naa
7
Kajra mohabbat wala
ankhiyo me aisa dala
Kajre ne le lee meree jan,
hai re mai teree kurban
Duneeya hai mere pichhe,
lekin mai tere pichhe
Apna bana le meree jan,
hai re mai tere kurban
8
Chhod do aanchal jamaana kya kahega
O o o chhod do aanchal
jamaana kya kahega
oh ho ho inn adaao kaa
jamaana bhee hai divaana
Divaana kya kahega
Ho o o chhod do aanchal
jamaana kya kahega
9
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya,
Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya,
Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein..
10
Baar baar dekho
hazar baar dekho
Ke dekhne ki chiz hai ,
humara dilaruba
Taali ho,taali ho,
taali ho
11
Gore gore o banke chore
Kabhi meri gali aaya karo
Gori gori o banki chori
Chahe roz bulaya karo
Gore gore o banke chore
Kabhi meri gali aaya karo
Gori gori o banki chori
Chahe roz bulaya karo
12
Zara nazron se keh do ji
nishaana chook na jaye
Zara nazron se
Zara nazron se keh do ji
nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
nishaana chook na jaye
13
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
14
Deewanaa Huaa Baadal
Saavan Kii Ghataa Chhaai
Ye Dekhake Dil Jhuumaa
Lii Pyaar Ne Angadaai
Deewanaa Huaa Baadal
15
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
kuch aisi bat ho gai
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
kuch aisi bat
No comments:
Post a Comment