Monday, December 31, 2018

uNp

1 {Silsilaa}
Meri Sanson Men Basi Khusboo Teri
Ye Tere Pyar Ki Hai Jadugari
Teri Awaaz Hai Hawaaon Mein
Pyar Kaa Rang Hai Fizaon Mein
Dhadakanon Mein Tere Geet Hain Mile Hue
Kya Kahun Ke Sharm Se Hain Lab Sile Hue

2{ Dil Apna Aur Preet Parai}
Haan Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum

Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se
Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se

Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se

Dekha Ek Kwab To Ye Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue
Dekha Ek Kwab To Ye Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue

3 {1942 A Love Story}
Kuchh na kaho
kuchh bhi na kaho

Kuchh na kaho
kuchh bhi na kaho

Kya kehna hai
kya sunna hai

Mujhko pata hai
tumko pata hai

Samay ka ye pal
thamsa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon
Bas ek tum ho

Kuchh na kaho
kuchh bhi na kaho

Kuchh na kaho
{Kuchh na kaho}
kuchh bhi na kaho
{kuchh bhi na kaho}

No comments:

Post a Comment