Monday, December 31, 2018

Arijit

Dil… Sambhal Ja Zara
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu
Dil… Yahin Ruk Jaa Zara
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu…


Kehte Hain
Khuda Ne Iss Jahaan Mein
Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai
Banaaya Har Kisi Ke Liye
Kuch Toh Hai Tujh Se Raabta
Kuch Toh Hai Tujh Se Raabta


Ab Kya Hai Kehna
Humko Hai Rehna
Jeene Ki Wajah Yahi Hai
Marna Isi Ke Liye


Phir Le Aaya Dil Majboor Kya Keeje
Raas Na Aaya Rehna Door Kya Keeje
Dil Keh Raha Use Maqammal Kar Bhi Aao
Wo Jo Adhoori Si Yaad Baaki Hai
Wo Jo Adhoori Si Baat Baaki Hai
Wo Jo Adhoori Si Baat Baaki Hai…


Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani


Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Ban Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani


Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Ban Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani


Shayaron Se Lafz Leke Todhe Se Udhaar
Bolana Yeh Chahata Hoon Dil Se Tumko Yaar
Ho Raha Tha Ho Gaya Hai Halka Sa Khumar
Koi Naa Raha Hai Dil Pe Apne Zor
Love Me Thoda Aur..
Love Me Thoda Aur..


Dil Yeh Dhokha-Dhadi Kar Dega
Socha Na Tha
Itni Yeh Gadbadi Kar Dega
Socha Na Tha
Aisi Mushkil Khadi Ker Dega
Socha Na Tha..


Udd Gaye Tote
Tere To Udd Gaye Tote Re
O La La La La La
Udd Gaye Tote Re
Tere To Udd Gaye Tote Re…


Koi Nahi Tere Siva Mera Yahaan..
Manzilein, Hain Meri To Sabh Yahaan..
Mita De Sabhi Aaja Faansle..
Main Chahoon Mujhe Mujhse Baant Le..
Zara Sa Mujhmein Tu Jhaank Le..
Main Hoon Kya…


Kabhi Jo Badal Barse
Main Dekhoon Tujhe Aankhein Bharke..
Tu Lage Mujhe Pahli Baarish Ki Duaa..


Tere Pahloo Mein Rah Loon..
Main Khud Ko Pagal Kah Loon..
Tu Gham De Ya Khushiyaan
Seh Loon Sathiyaa..


Tose Naina Jab Se Mile
Tose Naina Jab Se Mile
Bann Gaye Silsile


Tooti Chaarpaai Wohi
Thandi Purvaai Rasta Dekhe
Doodhon Ki Malaai Wohi
Mitti Ki Suraahi Rasta Dekhe..


Banno Re Banno Meri Chali Sasuraal Ko
Ankhiyon Mein Paani De Gayi
Duaa Mein Meethi Gud Dhaani Le Gayi


Re Kabira Maan Jaa
Re Faqeera Yun Na Ja
Aaja Tujhko Pukaare Teri Parchhaaiyan
Re Kabira Maan Ja
Re Faqeera Yun Na Ja
Kaisa Tu Hai Nirmohi Kaisa Harjaaiya


Tere Liye Hi Jiya Main
Khud Ko Jo Yun De Diya Hai
Teri Wafa Ne Mujhko Sambhala
Saare Ghamon Ko Dil Se Nikala


Main Jo Mit Bhi Gaya To Wajood Mera
Sadaa Tujh Mein Rahe Zinda…


Kyun Ki Tum Hi Ho, Abb Tum Hi Ho
Zindagi Abb Tum Hi Ho… Woh O..
Chain Bhi, Mera Dard Bhi
Meri Aashiqui Abb Tum Hi Ho


Tera Mera Rishta Hai Kaisa
Ek Pal Door Gavara Nahi
Tere Liye Har Roz Hain Jeete
Tujhko Diya Mera Waqt Sabhi
Koi Lamha Mera Na Ho Tere Bina
Har Saans Pe Naam Tera..


Kyunki Tum Hi Ho
Ab Tum Hi Ho
Zindagi Ab Tum Hi Ho
Chain Bhi Mera Dard Bhi
Meri Aashiqui Ab Tum Hi Ho.


 


kV

यह चादर सुख की मोल क्यू, सदा छोटी बनाता  है
सीरा कोई भी थामो, दूसरा खुद छुट जाता है


तुम्हारे साथ था तो मैं, जमाने भर में रुसवा था
मगर अब तुम नहीं हो तो, ज़माना साथ गाता है



बस्ती – बस्ती घोर उदासी, पर्वत – पर्वत सुनापन
मन हीरा बेमोल लुट गया, घिस -घिस रीता मन चंदन

इस धरती से उस अम्बर तक, दो ही चीज़ गजब की है
एक तो तेरा भोलापन है, एक मेरा दीवानापन




uNp

1 {Silsilaa}
Meri Sanson Men Basi Khusboo Teri
Ye Tere Pyar Ki Hai Jadugari
Teri Awaaz Hai Hawaaon Mein
Pyar Kaa Rang Hai Fizaon Mein
Dhadakanon Mein Tere Geet Hain Mile Hue
Kya Kahun Ke Sharm Se Hain Lab Sile Hue

2{ Dil Apna Aur Preet Parai}
Haan Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum

Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se
Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se

Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se

Dekha Ek Kwab To Ye Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue
Dekha Ek Kwab To Ye Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue

3 {1942 A Love Story}
Kuchh na kaho
kuchh bhi na kaho

Kuchh na kaho
kuchh bhi na kaho

Kya kehna hai
kya sunna hai

Mujhko pata hai
tumko pata hai

Samay ka ye pal
thamsa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon
Bas ek tum ho

Kuchh na kaho
kuchh bhi na kaho

Kuchh na kaho
{Kuchh na kaho}
kuchh bhi na kaho
{kuchh bhi na kaho}

Unplugged songs


Ye chaand saa roshan cheharaa,
julfon kaa rang sunaharaa
Ye zeel see neelee aankhe,
koee raaj hain in mein gaharaa
Taareef karu kyaa us kee,
jis ne tumhe banaayaa

Taareef karu kyaa us kee,
jis ne tumhe banaayaa

2
Sar jo tera chakraaye,
ya dil dooba jaaye
Aaja pyaare paas hamaare,
kaahe ghabraaye.. kaahe ghabraaye

Sar jo tera chakraaye,
ya dil dooba jaaye
Aaja pyaare paas hamaare,
kaahe ghabraaye.. kaahe ghabraaye

3.
Hai apna dil to awara
Naa jaane kis pe aayega

Hai apna dil to awara
Naa jaane kis pe aayega

4.
Ae Dil Hai Mushkil Jeena Yahan,
Zara Hat Ke,
Zara Bach Ke
Yeh Hai Bombay Meri Jaan

Ae Dil Hai Mushkil Jeena Yahan,
Zara Hat Ke, Zara Bach Ke
Yeh Hai Bombay Meri Jaan

5
Haal kaisa hai janaab kaa
Kya khayaal hai aap kaa
Tum to machal gaye ho ho ho
Yun hi fisal gaye haa haa haa

6
Achaa ji main haari,
chalo maan jaao naa
Dekhi sabaki yaari,
meraa dil jalaao naa

Achaa ji main haari,
chalo maan jaao naa

Dekhi sabaki yaari,
meraa dil jalaao naa

7
Kajra mohabbat wala
ankhiyo me aisa dala
Kajre ne le lee meree jan,
hai re mai teree kurban

Duneeya hai mere pichhe,
lekin mai tere pichhe
Apna bana le meree jan,
hai re mai tere kurban

8
Chhod do aanchal jamaana kya kahega
O o o chhod do aanchal
jamaana kya kahega

oh ho ho inn adaao kaa
jamaana bhee hai divaana
Divaana kya kahega
Ho o o chhod do aanchal
jamaana kya kahega

9
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya,
Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya,
Baithe Baithe Jeene Ka Sahaara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein..

10
Baar baar dekho
hazar baar dekho
Ke dekhne ki chiz hai ,
humara dilaruba
Taali ho,taali ho,
taali ho

11
Gore gore o banke chore
Kabhi meri gali aaya karo

Gori gori o banki chori
Chahe roz bulaya karo

Gore gore o banke chore
Kabhi meri gali aaya karo

Gori gori o banki chori
Chahe roz bulaya karo

12
Zara nazron se keh do ji
nishaana chook na jaye
Zara nazron se

Zara nazron se keh do ji
nishaana chook na jaye
Zara nazron se keh do ji
nishaana chook na jaye

13
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

14
Deewanaa Huaa Baadal
Saavan Kii Ghataa Chhaai
Ye Dekhake Dil Jhuumaa
Lii Pyaar Ne Angadaai
Deewanaa Huaa Baadal

15
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
kuch aisi bat ho gai

Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
kuch aisi bat